Wednesday, June 27, 2012

Yeh dil tum bin kahin lagta nahin 1968 film Izzat - Dharmindra, Tanuja, Jayalalitha, M Rafi, Lata

Yeh dil tum bin kahin lagta nahin 1968 film Izzat - Dharmindra, Tanuja, Jayalalitha, M Rafi, Lata Tube. Duration : 5.67 Mins.


Yeh Dil Tum Bin kahin lagta nahin - 1968 film Izzat (honour). Singers: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar. Lyrics by Sahir Ludhianvi. Music by Laxmikant-Pyarelal. Stars: Dharmindra, Tanuja, Jayalalitha. Story-Dialogues by Rajinder Singh Bedi. Director: T Prakash Rao. Only the best lyricists, musicians and singers perform for www.youtube.com live shows, mehfils, ghazal nights... Lyrics: Yeh dil tum bin, kahee lagata nahee, ham kya karen Tassawur mein, koyee basata nahee, ham kya karen Tum hi keh do, abb aaye janaye wafa ham kya karen Lute dil mein, diya jalata nahin, ham kya karen Tum hi keh do, abb aaye janaye wafa, ham kya karen Kisee keh dil me bas ke, dil ko tarapana nahin achchha, Nigaho ko jalak de de kar, chhup jana nahin achchha Ommidoon ke khile gulshan ko, julasana nahin achchha Hamein tum bin koyee jachanta nahee, ham kya karen Mohabbat kar toh lekin, mohabbat ras aaye bhi Dilo ko bojh lagatein hain, kabhee zulfon ke saye bhi Hajazo gham hain ess duniya mein, apne bhee paraye bhi Mohabbat hi ka gham tanaha nahee, ham kya karen Bujha do aag dil kee, ya ise khulakar hawa de do Jo iss kaa mol de paye, use apanee wafa de do Tumhare dil mein kya hai, bas hame itana pata de do Ke abh tanaha safar katata nahee, ham kya karen Tum hi keh do, abb aaye janaye wafa ham kya karen

Keywords: spsyed, Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, 1968, film, Izzat, honour, respect, lyrics, singers, music, Laxmikant-Pyarelal, bollywood, stars, Dharmindra, Tanuja, Jayalalitha, globaleyemedia, screenwriters, dialogues, producer, director, indian, hindi, urdu, songs, video, motion picture, hollywood, movies, reviews, analysis, teasers, previews, trailer, comments, Song, golden, oldie, collection

No comments:

Post a Comment